Bhaav Maatra Bhagwan Che

Bhaav Maatra Bhagwan Che

Song: Bhaav Maatra Bhagwan Che
Music & Lyric: Saneet S More

My Story: Recently I opened my account in Zerodha, not for day trading but investment purpose. Did some exploring on it and did a bit of experimental trading in option buying in nifty and bank nifty. I that is my limited knowledge and inspiration to writing this song. Not a lot of people cared about making original music for traders. So, I took that initiative to entertain all my fellow traders and made this ‘Bhaav Maatra Bhagwan Che’ song. Please make one thing sure that, if you like this song, don’t forget to share it. Making a song on such a narrow subject, takes efforts. By narrow I mean the viewers. The non-traders are anyways going to skip this song. Jay Hind, Jay Maharashtra…!


Bhaav Maatra Bhagwan Che Lyric:

bhaav maatra bhagwaan che, baaki saaru zhuttu che
ekmaatra bhaav bhagwan che

market me mein aaya investment ke liye
rupiyon ki chaandi mein crazy huaa dekhake
humko naa interest hai bachhan me na shahrukh me
interest hai humko sirf lal hari mombatti me

jisko samaj gayi ye kahaani
prasanna hai uspar mahaa laxmi
bade bade khilaadi yahaa
tiknaa nahi aasaana yahaa

iski strategy suni, uski strategy suni
strategy…
sab me hit kiyaa stop loss…!

bhaav maatra bhagwaan che, baaki saaru zhuttu che
ekmaatra bhaav bhagwan che

bhaav padhla buy kar, buy kar, buy kar, buy kar
bhaav chadhla sell kar, sell kar, sell kar, sell kar

sau me se nabbe logokaa chopat hai dhandaa
hum tab bhi chaape paisaa hai majbut apnaa gallaa
picture dekhne tum jate mall multiplex ko
multiplex khud banate lagaake chaar screen ko

har picture me vo candlestick kaa nach
patience rakho buddhaa jaise aaj
market chahe kitnaa bhi gire
humesha hum profit me hi rahe

trading kiyaa stocks me, trading kiyaa options me
trading kiyaa futures me, trading kiyaa forex me

trading kiyaa stocks me, trading kiyaa options me
trading….
bollaa jai hind, jai jai maharashtra…!

aatta paryanta samajlaas naa daadus
market cha ekmaatra rambaand mantra mhanje?

bhaav maatra bhagwaan che, baaki saaru zhuttu che
ekmaatra bhaav bhagwan che

jai shree krishna…!

Please Share if you like it...!